HERE YOU CAN SEARCH FOR THE NOVELS LINKS

google play

Get it on Google Play

Monday, November 19, 2012

Shart novel by Nabeela Aziz Online Reading.


Shart novel by Nabeela Aziz is a very famous social romantic Urdu novel.It wa published in

monthly Shuaa Digest.Nabila Aziz is very famous writer who wrote many famous novels in 

monthly Shuaa Digest ,Khwateen Digest,Kiran Digest and she is very popular in females 

If you want to download pdf plz  CLICK HERE 

because of her unique writing style.
                                                                                                                                           
Shart  is available to read online. 

For better result click on the image.

 






















20 comments:

  1. ISLAM main kahan likha hai k ek insan ko uski ghalti se zyada saza di jae aise insan ko ALLAH TALA ne sakht napasand farmaya hai.aur usko itna marne k bawjood bhi yeh bat keh di k main tumko kabhi maaf ni kar sakta agar wo badla jo le chuka tha wo bhi had se barh k to wo maafi dene ka kya lene ka bhi haq kho betha.yeh ghalt kahani hai so sad k aurat ki izat e nafs ko majrooh kia ja raha hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sirf is novel me nahi, bohat se novels me bohat c writers yahi dikhati han k aurat hi ghalt hai

      Delete
    2. Mard is se bhi zyada bari ghaltian or gunah karta hai, lakin sirf 1 dfa kahny p e aurat usy maaf kar deti hai...
      Lakin nabiza aziz apny novels mein zyada tar yahi dikhati han k aurat ghalt hai

      Delete
  2. hmmm u r ri8 jeea pari or usne uski dost ki baatien sun li thien wrna to usko pta hi nhi chlta

    ReplyDelete
  3. Plz yar esi kahanian ba likha kren supernatural. Ishq hua to toofani or phr nfrat b bht. Plz balanced characters ko promote kren

    ReplyDelete
  4. Yar esi stories parh k logo k dmagh khrab hotay hen her larkivwish krti ha k usay esa he koi chahnay wala milay or larkay dusri side ko apni life mai impose krtay hen. Hmari society mai pehlay he bht tension ha or taluqat behisi k shikar hen so plz esay novels likhen jo fresh kren

    ReplyDelete
  5. Or nabeela plz apna raqs e bismil complete kr den. Her mahinay thora sa novel ata ha. Maza anay ki bjai tension honay lgti ha

    ReplyDelete
  6. End is not good.3 saal bad b maafi nae..... Jo 3 saal mukram NY zulm kiy unka koi hisab nae.s novel KA second part likhyn plz Nabeela gee.

    ReplyDelete
    Replies
    1. End is ok it was supposed to be like this whatever you do you have to face the concequences us lsrki nai jo kia normally esi trha hi effect krtae hain it wasnot all fantacy and i appreciate it ta k larkyon ko sbaq milae k vura krna hamaesha maaf nahi hota

      Delete
    2. Uska hisab q le gi yeh writer wese hi mardon k haq mein likhti hai baki noval mein larkay ghalti karen to koi masla ni larki kare to ose tobah ka b haq nahi

      Delete
  7. Mard hota hi Kam zarf hai..ek ghalti ki itni saza...hero ko to khud mafi mangni chaiye apne zulm ki ...ab second part me to ye hona chaiye k heroin apni akhri saans tk b hero ko maaf na Kare ...per hamari writers khud male dominated society ko promote kr Rai hain...

    ReplyDelete
    Replies
    1. Momina afroz u r right.. Har kahani me mard azeem aurat ghalt dikhai jati...
      Or part 2 to Allah jany kabji ay ga b ya nahi... Itny salon se to aya nahi.. Ab to umeed e khatam ho gai hai

      Delete
    2. Agree with u isi k 1 noval mein larka larki ka rape karne k liye utha k le jata hai phir tars kha k chor deta hai aur zara sharminda ni hota ulta usi larki ko suna deta hai yeh sirf aurton k khilaaf likhti hai

      Delete
    3. Right Momina Afroz jahan larki ki ghalti khatam hoti wahan us kamzarf admi ka gunah shuru hota lekin uski b ghalti larki k sir daal di admi pe 1 lafz ni likha aakhar pe ulta admi ko sucha kar dia

      Delete
  8. Agar nabila aziz comments parhen to un ke liy y " meharbani farma ke iska 2nd part likh den isi sadi mein"😈😕😝😜

    ReplyDelete
  9. Itna gussa a raha is ka end pr kr itna batmiz hero hai is ka fazool insan us ko maf nahi kr sakta tha blke herion ko chaye tha aik tapar lagti "izhar e muhabbat us ko mazboot bna de ga "ye bt to ese ki jese wo us se waki muhabbat krta jis tara ki muhabbat ye hero krta wo to awein hai fazool insan kud ko pata nahi kia samjta😡😡😡

    ReplyDelete
    Replies
    1. Mohabat so funny jitni bongiyan ho saki writer ne mari hain yeh ikhlaki tor pe ghalt hai itni bari ghalti ni jitna issue bana k dikhaya

      Delete